Coffee (Caffeine) se nind kyu urd jati hain ? - गज़ब साइंस

Thursday, June 14, 2018

Coffee (Caffeine) se nind kyu urd jati hain ?

Jab kisi inshan ko nind aati hain, tho woh garm garm coffee pita hain, jisme me caffeine hota hai. Caffeine ke karan uske sharir me 3 type ke chemical reaction hote hai, jiske karan energy bad jati hai.
1.Caffeine adrenaline Harmon ki matra sharir me badati hai.
2.Yeh sharir me dopamine ka level barda deta hai. Dopamine ek neurotransmitter hota hai, jo dimag   ko khushi dene wale hishe ko control karta hai.
3.Yeh nerve cells ko adenoshine se connect kar deta hai. Adenoshine woh chemical hai, jis ke karan inshan unida ho jata hai aur uski nerve cells ki activity tez hone lagti hai.
 In tino chemical ke karan sharir me nerve cells ki activity bard jati hai, jis se hum active and alert ho jate hai. Is se inshan ki nind dur ho jati hai aur woh apne ko ek baar fir tarotaza feel karta hai.Average ek coffe ke cup me 95mg caffeine hota,  but caffeine ko aadi bhi banati hai. isliye duniya bhar me caffeine ka use bard rah hai. Ab tho cold drinks ki sells ke liye bhi caffeine milaye jane laga hai.

   

No comments:

Post a Comment